Yeh Raat Song Lyrics from the movie/album Chand Sa Mukhda released in the year 2015. The song Yeh Raat was sung by Ali Haider

Yeh Raat Lyrics

Pari Dastaanon Ki Hoor Mere Khwaabon Ki
Nain Jiskey Teekhe The Honth Gulaabi The
Jiske Aanchal Mein Dil Ye Simta Tha
Jiski Adaaon Pe Dumm Main Deta Tha
Woh Yaad Na Aaye Yeh Raat Kat Jaaye
Toota Jo Sapna Dil Ko Na Rulaaye

Woh Yaad Na Aaye Yeh Raat Kat Jaaye
Toota Jo Sapna Dil Ko Na Rulaaye
Woh Mera Maazi Tha Woh Eik Saya Tha
Na Jaane Kyun Woh Dil Ko Bhaya Tha

Jhooteen Woh Kasmein Jhoote Iraade
Pyar Ka Bandhan
Kyun Yeh Sazaa De
Yaad Aaye Na Woh Mujhko Bhi Be Pal
Ab Na Sataye Mujhko Mera Kal
Pari Dastaanon Ki Hoor Mere Khwaabon Ki
Nain Jiske Teekhe The Honth Gulaabi The
Jiske Aanchal Mein Dil Yeh Simtaa Tha
Jiski Adaaon Pe Dumm Main Deta Tha
Woh Mera Maazi Tha  Woh Eik Saya Tha
Na Jaane Kyun Woh Dil Ko Bhaya Tha.

Share your thoughts

Ali haider, Chand sa mukhda (1997), Chand sa mukhda, Chand sa mukhra, Aa idhar aa tu phir mang lyrics, Chand, Adha hai chandrama with lyrics, Haider, Kaise kahein alvida lyrics, Munajat imam ali lyrics, Haider ali shirazi 2019, Palat meri jaan, Mukhda, Ali zafar song palat meri jaan, Total siyapaa song palat meri jaan, Rooh e hayat, Dev anand songs, Rooh e hayat centre, Kar har maidaan fateh, Kar har maidaan fateh song, Anand bakshi, Kar har maidan fateh