Ye pyari pyari paati maloom hai kiski paati
Ye pyari pyari paati maloom hai kiski paati
Aa chupke se batlau unki unki unki
Suna samjha sun jald paraye ghar ki ab karni hai tayari
Sun jald paraye ghar ki ab karni hai tayari
Ki waha shararat tune toh khoot hamari yaari
Ki waha shararat tune toh khoot hamari yaari
Suna samjha waha nichle nichle rahna
Or kaha sabhi ka karna
Waha nichle nichle rahna
Or kaha sabhi ka karna
Ni toh aankh dekh maalik ki
Ni toh aankh dekh maalik ki
Hardum unka man rakhna
Hardum unka man rakhna
Tu toh hai niraa gadha ja

