Yeh pyar ka jhagda hai
To pyar se tay kije
Bimar-e-mohabbat ko
Aisi na saza dije
Yeh pyar ka jhagda hai
To pyar se tay kije
Bimar-e-mohabbat ko
Aisi na saza dije
Yeh pyar ka jhagda hai
Tanha na kat sakega
Yeh raasta safar ka
Koyi to ho sahara
Sarkar umr bhar ka
Tanha na kat sakega
Yeh raasta safar ka
Koyi to ho sahara
Sarkar umr bhar ka
Mera nahin to apna
Mera nahin to apna
Kuchh to khayal kije
Yeh pyar ka jhagda hai
To pyar se tay kije
Bimar-e-mohabbat ko
Aisi na saza dije
Yeh pyar ka jhagda hai
Tevar bhi juda dekhe
Andaz naya paya
Palkon ke taley maine
Har raaz naya paya
Tevar bhi juda dekhe
Andaz naya paya
Palkon ke taley maine
Har raaz naya paya
Yeh raaz bhala kya hai
Yeh raaz bhala kya hai
Yeh raaz bata dije
Yeh pyar ka jhagda hai
To pyar se tay kije
Bimar-e-mohabbat ko
Aisi na saza dije
Yeh pyar ka jhagda hai

