Chaand aadha saada saada
Koyi gham to nahi
Tera waada koyi iraada
Gham se kam to nahi
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Chaand aadha saada saada
Koyi gham to nahi
Tera waada koyi iraada
Gham se kam to nahi
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Chaand bhul ke rasta
Teri galiyo mein aaya
Aur karke bahaana chhat pe wo muskuraaya
Chaandani mein sab nahaaye
Bhige hum kyun nahi
Tera waada koyi iraada
Gham se kam to nahi
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Ho sake to khuda se do chaar din aur le le
Tum na hoge tanaha hum na honge akele
Saath jee le jindagi mein wakt kam to nahi
Tera waada koyi iraada
Gham se kam to nahi
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Chaand aadha saada saada
Koyi gham to nahi
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai

