Yeh Nazar Takti Hai Nishana Song Lyrics from the movie/album Pyar Ki Baaten released in the year 2016 starring Trilok Kapoor, Nargis. The song Yeh Nazar Takti Hai Nishana was sung by Shamshad Begum. This movie/album was directed by Akhtar Hussein. The music was given by Bulo C. Rani. The lyrics were Penned by Behzad Lucknavi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Yeh Nazar Takti Hai Nishana Lyrics

Yeh Nazar Takti Hai Nishana
Koi Bhule Se Ghayal Na Ho
Yeh Nazar Takti Hai Nishana
Koi Bhule Se Ghayal Na Ho
Is Se Bachkar Rahe Ye Zamana
Koi Nazro Pe Mayal Na Ho
Is Se Bachkar Rahe Ye Zamana
Koi Nazro Pe Mayal Na Ho

Nazar Nahi Hai Ye Hai
Mastiyo Ka Paimana
Nazar Nahi Hai Ye Hai
Mastiyo Ka Paimana
Isi Ke Milne Se Hota Hai
Koi Deewana
Isi Ke Milne Se Hota Hai
Koi Deewana
Isi Nazar Mein Hai Har
Zindagi Ka Afsana
Isi Nazar Mein Hai Har
Zindagi Ka Afsana
Yahi Nazar Ko Bana Dega
Sabse Begana
Yahi Nazar Ko Bana Dega
Sabse Begana
Hosh Jisko Ho Apne Bachana
Us Nazar Ke Mukabil Na Ho
Hosh Jisko Ho Apne Bachana
Us Nazar Ke Mukabil Na Ho
Yeh Nazar Takti Hai Nishana
Koi Bhule Se Ghayal Na Ho

Yahi Nazar To Do Aalam
Tabha Karti Hai
Yahi Nazar To Do Aalam
Tabha Karti Hai
Yahi Nazar To Har Ek Dil Mein
Raah Karti Hai
Yahi Nazar To Har Ek Dil Mein
Raah Karti Hai
Yahi Nazar To Mitane Ki
Chah Karti Hai
Yahi Nazar To Mitane Ki
Chah Karti Hai
Ye War Karti Hai
Aur Bepanah Karti Hai
Ye War Karti Hai
Aur Bepanah Karti Hai
Is Nazar Se Nahi Kuch Bhi Pana
Koi Apna Hi Katil Na Ho
Is Nazar Se Nahi Kuch Bhi Pana
Koi Apna Hi Katil Na Ho
Yeh Nazar Takti Hai Nishana
Koi Bhule Se Ghayal Na Ho.

Share your thoughts

Shamshad begum, Trilok kapoor, Nargis, Ye nazar takti hai nishana, Yeh nazar takti hai nishana, Pyar ki baaten, Pyar ki baatein, Pyar ki baten, Raj kapoor, Nargis trilok kapoor, Pyar ki baaten 1951, Tirlok kapoor hindi movie songs, Tirlok kapoor movie video songs, Nargis hindi movie video songs, Shamshad begum ke gane, Nargis movie songs, Nargis video songs, Shamshad begum song, Tirlok kapoor songs, Tirlok kapoor movie songs, Pyar ki baatein 1951