Yeh Masti Ka Aalam Umangon Song Lyrics from the movie/album Danka released in the year 2015 starring Amar Nath, Nimmi. The song Yeh Masti Ka Aalam Umangon was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Jagatrai Pesumal Advani. The music was given by Aziz Hindi. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Yeh Masti Ka Aalam Umangon Lyrics

Ye Masti Ka Aalam
Umango Ka Mausam
Ye Masti Ka Aalam
Umango Ka Mausam
Jawani Ki Rut Hai Kahi Dil Lagale
Jawani Ki Rut Hai Kahi Dil Lagale

Bhatakti Rahengi
Kaha Tak Nigahe Jalim
Nahi Dil Lagata
Nazar To Milale
Nahi Dil Lagata
Nazar To Milale
Ye Masti Ka Aalam
Umango Ka Mausam

Machalti Ye Nazre
Lachakte Ye Aabru
Dhalakta Ye Aachal
Mahakte Ye Geshu
Mahakte Ye Geshu
Mera Husn Chalta Hua Ek Jadu
Mera Husn Chalta Hua Ek Jadu
Adao Se Mare Nazar Se Gila Le
Adao Se Mare Nazar Se Gila Le
Ye Masti Ka Aalam
Umango Ka Mausam

Dhadakta Ye Pahlu
Tadapti Ye Bahe
Dhadakta Ye Pahlu
Tadapti Ye Bahe
Kaha Tak Jawani
Bhare Sard Aahe
Bhare Sard Aahe
Hazaro Yaha Dil Lagane Ki Rahe
Hazaro Yaha Dil Lagane Ki Rahe
Ye Dunia Hai Duniya
Ko Jannat Banale
Ye Masti Ka Aalam
Umango Ka Mausam
Jawani Ki Rut Hai Kahi Dil Lagale
Ye Masti Ka Aalam
Umango Ka Mausam.

Share your thoughts

Ayesha jhulka hot songs hd hindi, Mannade shamo sahar hai safar hisafar film danka 1954, Danka, Hindi, Umangon, Masti, Bhosle, Raj khosla, Manoj kumar, Aalam, Kumar sanu, Lata mangeshkar, Jhankar song, 90s jhankar song, Bhoole, Jhankar gaane, Tukur tukur dekhte ho kya jhankar, Masoom movie songs, Indian, Tukur tukur dekhte ho kya song, Romantic, Tukur tukur dekhte ho kya status, Nostalgic, Nostalgick, Madan mohan, Black and white, Ayesha jhulka ke gane