Yeh Lamhe Ude Ude Song Lyrics from the movie/album Huff! It's Too Much released in the year 2016 starring Pushkar Jog, Armeena Rana Khan. The song Yeh Lamhe Ude Ude was sung by Lucky Ali. This movie/album was directed by Pushkar Jog. The music was given by Saii Piyush. The lyrics were Penned by Pushkar Jog, Sarim Momin. The music rights for song purely belongs to Saregama

Yeh Lamhe Ude Ude Lyrics

Hulchal Hai Kya Zid Degi, Hulchal Hai Saaso Ki Hi
Yeh Hi Rahe Yaa Na Rahe, Jee Le
Har Dum Umeede Hai Ki, Hai Kab Toh Hogi Khushi
Kuch Hum Kahe Na Kahe, Sun Le
Duniya Kahi Toh Arman Kahi, Yeh Raahe Nahi Mile
Fir Bhi Yaqeen Hai Aage Kahi Mitenge Yeh Faasle
Pyar Jaha Ruk Mod Waha, Na Unko Jane De
Khwabo Ko Utha Le, Haath Badha, Yaado Se Maang Le
Yeh Lamhe, Ude Ude Ude Re, Ude Ude Ude Re
Yeh Lamhe, Ude Ude Ude Re

Gum Toh Jo Aate Hai, Woh Ek Din Jate Hai Magar
Yeh Din Chale Gaye Toh Fir Naa Aayenge
Gum Ko Bulate Hai Ke Hum Yeh Mausam Has Has Kar
Mumkin Hai Sab Kuch Kuch Aise
Chalta Ja Woh Sab Rasta Jo Manzil Ko Chale
Jane Kya Ho Kal Apna, Jeele Aaj Me
Pyar Jaha Ruk Mod Waha, Na Unko Jane De
Khwabo Ko Utha Le, Haath Badha, Yaado Se Maang Le
Yeh Lamhe, Ude Ude Ude Re, Ude Ude Ude Re
Yeh Lamhe, Ude Ude Ude Re

Yu Toh Hai Ajnabee, Yaha Par Jitne Hai Sabhi
Inme Koi Shayad Ho Apna Kya Kahe
Yu Toh Hai Unkahi Kahani Ab Tak Ki Apni
Inme Koi Shyad Sun Le
Time Pe Ho Kyu Akhir Teri Yeh Zindagi
Hai Udte Parinde Toh Tu Bhi Ud Kabhi
Pyar Jaha Ruk Mod Waha, Na Unko Jane De
Khwabo Ko Utha Le, Haath Badha, Yaado Se Maang Le
Yeh Lamhe, Ude Ude Ude Re, Ude Ude Ude Re
Yeh Lamhe, Ude Ude Ude Re.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Pushkar jog ye lamhe, Ye lamhe lucky ali, Armeena rana khan, Its too much lyrics, Pushkar jog, Ye lamhe video, Lucky ali songs, Ye lamhe, Goosebumps entertainment, Its too much, Its too much songs, Genlock films production, Bollywood songs, Hindi film songs, Hindi songs