Yeh Kya Hua Yeh Kya Ho Gaya
Jo Abhi Tha Yahin, Kho Gaya
Is Dil Ki Kahoon, Main Kya Dastan
Tu Jahan Main Wahan Ho Gaya
Hona Hai Jo Ab Woh, Hokar Rahe
Jiyunga Na Tere Bin, Jee Yeh Kahe
Hona Hai Jo Ab Woh, Hokar Rahe
Jiyunga Na Tere Bin, Jee Yeh Kahe
Na Jane Kyun Teri Yaadein Chhoo Jaati Hain
Hey Na Jane Kyun Teri Yaadein Chhoo Jaati Hain
Saari Duniya Phoolon Se Bhar Jaati Hai
Zindagi Yun Mehak Jaati Hai
Yeh Kya Hua
Yeh Kya Ho Gaya
Jo Abhi Tha Yahin, Kho Gaya
Hona Hai Jo Ab Woh, Hokar Rahe
Jiyunga Na Tere Bin, Jee Yeh Kahe
Hona Hai Jo Ab Woh Ho…, Hokar Rahe
Jiyunga Na Tere Bin, Tere Bin, Jee Yeh Kahe…
Mere Haseen Khwabon Mein Koi Chehra Hai
Saara Jahan Chalta Hai, Dil Thehra Hai
Pyaar Ka Yeh Nasha Hi Gehra Hai
Yeh Kya Hua
Yeh Kya Ho Gaya
Jo Abhi Tha Yahin, Kho Gaya
Hona Hai Jo Ab Woh, Hokar Rahe
Jiyunga Na Tere Bin, Jee Yeh Kahe
Hona Hai Jo Ab Woh, Hokar Rahe
Jiyunga Na Tere Bin, Jee Yeh Kahe
Yeh Kaya Hua Song Lyrics from the movie/album I M 24. The song Yeh Kaya Hua was sung by Shaan. The music was given by Jatin Pandit. The lyrics were Penned by Rani Malik
Share your thoughts