Yeh jindagi jinda hai pyaar se
Pyaar bhi hamse hai aur hum hai yaar ke
Yeh jindagi jinda hai pyaar se
Pyaar bhi hamse hai aur hum hai yaar ke
Jo tere sar pe dhup ho
Chalu main thandi chhanvo mein
Lage agar kaanta tujhe chubhan ho mere paanv mein
Sang sang jab do yaar chale
Shor huwa dildaar chale
Yeh jindagi jinda hai pyaar se
Pyaar bhi hamse hai aur hum hai yaar ke
Haath na chhute haath se
Sar dena manjur hai
Teri hamaari dosti bhaarat mein mashahoor hai
Milkar jab ek baar chale
Phir kaahe talwaar chale
Yeh jindagi jinda hai pyaar se
Pyaar bhi hamse hai aur hum hai yaar ke
Duniya jab dekhe hamein hasade nafrat bhul ke
Dushman dushman ke gale baahein daale jhul ke
Aage apna pyaar chale
Pichhe fasle bahaar chale
Yeh jindagi jinda hai pyaar se
Pyaar bhi hamse hai aur hum hai yaar ke
Yeh jindagi jinda hai pyaar se
Pyaar bhi hamse hai aur hum hai yaar ke
Yeh jindagi jinda hai pyaar se
Pyaar bhi hamse hai aur hum hai yaar ke
Yeh jindagi jinda hai pyaar se
Pyaar bhi hamse hai aur hum hai yaar ke

