Yeh Jaan Kyu Pighalti Hain Song Lyrics from the movie/album Ajeeb Dastan Hai Yeh released in the year 2018. The song Yeh Jaan Kyu Pighalti Hain was sung by Alka Yagnik, Vinod Rathod. The music was given by Shyam Surender

Yeh Jaan Kyu Pighalti Hain Lyrics

Ye Jaan Kyu Pighalti Hain Sanse Kyu Jalti Hai
Ye Jaan Kyu Pighalti Hain Sanse Kyu Jalti Hai
Haan Ye Mohabbat Ka Hai Jadoo Meri Bahoon Mein Aaja Tu
Main Chiragon Ko Bujha Du

Ye Nayi Subah Naya Ehsaas Hai
Ye Nayi Subah Naya Ehsaas Hai Aaj Kirano Ki Chubhan Mein Pyaas Hai
Pani Mein Bhi Sholo Ki Kasak Hain Dekho Phoolo Ki Najar Me Lachak Hain
Ye Nayi Subah Naya Ehsaas Hai Haan Ye Mohabbat Ka Hai Jadoo
Meri Baahon Mein Aaja Tu Khwaab Aankho Se Uda Du
Ye Jaan Kyu Pighalti Hain Sanse Kyu Jalti Hai

Raat Ka Baki Nigahon Mein Nasha
Raat Ka Baki Nigahon Mein Nasha Dhadkano Mein Shor Abhi Hai Macha
Zulfen Tu Meri Bikharade Mera Ang Ang Mahakaade
O Raat Ka Baki Nigahon Mein Nasha Haan Ye Mohabbat Ka Hai Jadoo
Meri Baahon Mein Aaja Tu Bekarari Main Mita Du
Ye Jaan Kyu Pighalti Hain Sanse Kyu Jalti Hai

Pahle Jaisi Shaam Nahi Kyu Aaj Hain
Pahle Jaisi Shaam Nahi Kyu Aaj Hain Is Naye Andaaz Ka Kya Raaj Hai
Palakon Pe Neendon Ki Thakan Hai Rang Badlaau Din Janeman Hai
O Pahle Jaisi Shaam Nahi Kyu Aaj Hain Haan Ye Mohabbat Ka Hai Jadoo
Meri Baahon Mein Aaja Tu Main Labon Ko Chhu Ke Samjha Du
Ye Jaan Kyu Pighalti Hain Sanse Kyu Jalti Hai

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ajeeb dastaan hai yeh hindi movie, Ajeeb dastan hain yeh, Ajeeb dastan hai yeh (short version), Ajeeb dastaan hai yeh all songs, Ajeeb dastan hai yeh, Ajeeb dastan hai yeh songs, Ajeeb dastan hai yeh movie songs, Ye jaan kyu pighalti hain, Alka yagnik songs, Tune waqt hey raqeeb mere, Bin tere pyaar ke, Tera pyar hai kya, Nitin mukesh, Zee music company, Zee music, Har lamha bekhudi, Kumar sanu songs, 90’s songs, Old songs