Yeh Duniya Do Rangi Hai Song Lyrics from the movie/album Chandi Ki Deewar released in the year 2016 starring Bharat Bhushan, Nutan. The song Yeh Duniya Do Rangi Hai was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Dilip Bose. The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Yeh Duniya Do Rangi Hai Lyrics

Ye Duniaya Do Rangi Hai
Ye Duniaya Do Rangi Hai
Ek Taraf Se Resam Odhe
Ek Taraf Se Nangi Hai
Ye Duniaya Do Rangi Hai

Ek Taraf Andhi Daulat Ki
Pagal Hai Aish Parasti
Ek Taraf Andhi Daulat Ki
Pagal Hai Aish Parasti
Ek Taraf Jism Ki Kimat
Roti Se Bhi Sasti
Ek Taraf Hai Sona Chandi
Ek Taraf Hai Sona Chandi
Ek Taraf Chorangi Hai
Ye Duniaya Do Rangi Hai

Adhe Muh Par Noor Barasta
Adhe Muh Par Tire
Adhe Muh Par Noor Barasta
Adhe Muh Par Tire
Adhe Tan Par Kodh Ke Dhabbe
Adhe Tan Par Heeere
Adhe Ghar Me Khushali Hai
Adhe Ghar Me Khushali Hai
Adhe Ghar Ki Tangi Hai

Mathe Upar Mukut Sajaye
Sar Par Dhoye Ganga
Mathe Upar Mukut Sajaye
Sar Par Dhoye Ganga
Daye Hath Se Biksha Mange
Baye Se Chanda
Ek Taraf Bhandar Chalaye
Ek Taraf Bhandar Chalaye
Ek Taraf Bhikh Mangi Hai

Ye Duniaya Do Rangi Hai
Ye Duniaya Do Rangi Hai
Ek Taraf Se Resam Odhe
Ek Taraf Se Nangi Hai
Ye Duniaya Do Rangi Hai
Ye Duniaya Do Rangi Hai.

Share your thoughts

Mohammed rafi covers, Chandi ki deewar, Bharat bhushan, Chaandi ki deewaar, Latest hindi songs lyrics, Hindi, Hindi songs lyrics, Lyrics of hindi songs, Soni soni hindi lyrics, Mohammed rafi, Duniya, Likhe jo khat tujhe lyrics, Mohammad rafi, Mohammed, Jo kehne se tum sharmati ho-chandi ki deewar / aaj udta hua mohammad rafi asha bhonsle, Soni soni song lyrics, Maine chand aur sitaron ki, Song lyrics, Lyrics & music, Rare hindi, Soni soni lyrics, Nutan and asit sen