Yeh Dosti Tere Dam Se Hai Song Lyrics from the movie/album Dosti - Friends Forever. The song Yeh Dosti Tere Dam Se Hai was sung by Sonu Nigam, Udit Narayan

Yeh Dosti Tere Dam Se Hai Lyrics

Yeh Dosti Tere Dam Se Hai – 4
Ha Yeh Dosti Tere Dam Se Hai
Yeh Dosti Tere Dam Se Hai
Tu Zindagi – 3 Kasam Se Hai
Saari Khushi Tere Dam Se Hai – 4
Tu Zindagi – 3 Kasam Se Hai
Yeh Dosti Tere Dam Se Hai – 2

Main Kitna Tanha Tha Ai Dost Ek Tere Bina
Tera Dil Bhi Tha Khali Khali Dekh Mere Bina
Tu Jo Mila Aaisa Laga Bikhra Hua Sapna Saja
Mohabbat Ki Bahaaron Se Yeh Daaman Bhar Diya Tune
Yeh Daaman Bhar Diya Tune – 2
Meri Viraan Raahon Mein Ujala Kar Diya Tune
Ujala Kar Diya Tune
Aa Yeh Roshni Tere Dam Se Hai
Saari Khushi Tere Dam Se Hai – 2
Yeh Dosti Tere Dam Se Hai – 2

Koi Poochhe Jo Mujhse Ke Woh Rab Kaisa Hai
Use Bata Du Ke Woh Mere Yaar Jaisa Hai
Kasmon Mein Tu Vaado Mein Tu
Har Pal Rahe Yaadon Mein Tu
Meri Duniya Mere Armaan Meri Pehchaan Tujhse Hai
Meri Pehchaan Tujhse Hai – 2
Mere Jeevan Meri Dhadkan Meri Toh Jaan Tujhse Hai
Meri Toh Jaan Tujhse Hai
Aa Yeh Saans Bhi Tere Dam Se Hai
Yeh Dosti Tere Dam Se Hai – 2
Ho Yeh Dosti Tere Dam Se Hai – 2
Tu Zindagi – 3 Kasam Se Hai
Saari Khushi Tere Dam Se Hai – 2
Yeh Dosti Tere Dam Se Hai – 2

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Yeh dosti tere dum se hai, Yeh dosti tere dum se hai ((( lyrics ))) dosti-friends forever 2005 | udit narayan, Dosti friend forever songs, Yeh dosti tere dum se, Yeh dosti tere dum se hai yeh dosti, Yeh dosti tere dam se hai lyrics, Dosti song by udit narayan, Yeh dosti tere dum se song, Udit narayan, Dosti freind forever, Yeh dosti, Dosti songs, Sonu nigam, Dosti, Ye dosti, Yeh dosti tere dam se hai female version, Dosti song by sonu nigam