Yeh Baat Nahi Hai Song Lyrics from the movie/album Rustom-E-Baghdad released in the year 2016 starring Dara Singh, Chandrashekhar. This movie/album was directed by B.J. Patel. The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Asad Bhopali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Yeh Baat Nahi Hai Lyrics

Yeh Baat Nahi Hai Kehne Ki
Hum Kehte Huye Sharmate Hai
Yeh Baat Nahi Hai Kehne Ki
Hum Kehte Huye Sharmate Hai
Sarkar Kabhi Bahlane Ke
Andaz Hume Bhi Aate Hai
Yeh Baat Nahi Hai Kehne Ki
Hum Kehte Huye Sharmate Hai
Yeh Baat Nahi Hai Kehne Ki

Hum Aap Ke Hai Dil Aapka Hai
Aur Dil Mein Mohabbat Aapki Hai
Wo Aankh Kisi Ko Kya Dekhe
Jin Aankho Mein Surat Aapki Hai
Hum Sukar Ke Sajde Karte Hai
Jab Aap Nazar Aa Jate Hai
Sarkar Kabhi Bahlane Ke
Andaz Hume Bhi Aate Hai
Yeh Baat Nahi Hai Kehne Ki
Hum Kehte Huye Sharmate Hai
Yeh Baat Nahi Hai Kehne Ki

Dil Ko Mahekti Chaw Liye
Aankho Ke Chalakte Jaam Liye
Khamosh Larajte Hotho Par
Armaan Bhare Paigham Liye
Hum Aapki Aur Badhte Hai
Aur Aap Hume Thukrate Hai
Sarkar Kabhi Bahlane Ke
Andaz Hume Bhi Aate Hai
Yeh Baat Nahi Hai Kehne Ki
Hum Kehte Huye Sharmate Hai
Yeh Baat Nahi Hai Kehne Ki.

Share your thoughts

Jatra agana, Rangamahal jatra, Sidharth tv jatra agana, Shambho shankara song lyrics in english, Shambho shankara karunakara lyrics, Shankara karunakara lyrics, Lyrics of shambho shankara karunakara, Jatra agana channel, Anuradha paudwal shambho shankara karunakara lyrics, Arijit singh, Tara rani ki katha, Full jatra agana, Tara rani ki amar katha, Latest odia jatra, Ehsan tera hoga mujh par lyrics, Jogada siri belakinalli song lyrics in kannada