Ye Aasmaan Jhuka Jhuka Hua
Ye Mera Dil Gaya Gaya Hua
Kabhi Koi Mujhse Puchh Le
Tujhe Hain Kya Hua
Kya Hua
Kya Hua
Ye Aasmaan Jhuka Jhuka Hua
Hawa Ke Saath Ghum Ke Chalo
Aasma Ko Chum Ke Chalo
Haseen Mast Mast Ye Sama
Hai Chand Bhi Khila Khila Hua
Kabhi Koi Mujhse Puchh Le
Tujhe Hain Kya Hua
Kya Hua
Kya Hua
Ye Aasmaan Jhuka Jhuka Hua
Nayi Nayi Si Raah Par Mujhe
Milega Koi Hamsfar Mujhe
Main Bekhabar Hun Har Kdam Mera
Sambhal Sambhal Gira Giar Hua
Kabhi Koi Mujhse Puchh Le
Tujhe Hain Kya Hua
Kya Hua
Kya Hua
Ye Aasmaan Jhuka Jhuka Hua
Kabhi Kahin Se Aayega Koi
Naseb Jagmagayega Koi
Dhadak Dhadak Ke Dil Ye Keh Raha
Wo Dil Mein Hai Basa
Basa Hua
Kabhi Koi Mujhse Puchh Le
Tujhe Hain Kya Hua
Kya Hua
Kya Hua
Ye Aasmaan Jhuka Jhuka Hua
Ye Mera Dil Gaya Gaya Hua
Kabhi Koi Mujhse Puchh Le
Tujhe Hain Kya Hua
Kya Hua Kya Hua
Ye Aasmaan Jhuka Jhuka Hua
Yeh Aasmaan Jhuka Jhuka Huaa Song Lyrics from the movie/album Zulfon Mein Ek Chehera released in the year 2018. The song Yeh Aasmaan Jhuka Jhuka Huaa was sung by Anuradha Paudwal. The music was given by Varinder Bachan. The lyrics were Penned by Ram Rasik
Share your thoughts