Ye Zindagi Sagar Ka Behta Sa Pani Lyrics | Kya Yahi Sach Hai | Shreya Ghoshal | Santosh Anand

Ye Zindagi Sagar Ka Behta Sa Pani Lyrics | Kya Yahi Sach Hai | Shreya Ghoshal | Santosh Anand

Ye zindagi hain
Sagar ka bahta sa pani
Halchal kabhi hain
Kabhi khamoshi lahro ki kahani
Ye zindagi hain
Sagar ka bahta sa pani
Halchal kabhi hain
Kabhi khamoshi lahro ki kahani
Dhup hain gam ki
Kabhi hain ye khushiyo ki chhanw
Kaante ho jitne
Dagar me ruke na panw
Na rukna chalte jana re
Ye zindagi hain
Sagar ka bahta sa pani
Halchal kabhi hain
Kabhi khamoshi lahro ki kahani

Bahki hai man kabhi
Tutate hain hausale
Sahme jo badh jayenge
Manjilo se fasale
Bahki hai man kabhi
Tutate hain hausale
Sahme jo badh jayenge
Manjilo se fasale
Manjilo se fasale
Ye zindagi hai sun sun
Sargam sa pani
Har pal sunahre hain
Jee le kar le manmani
Dhup hain gam ki
Kabhi hain ye khushiyo ki chhaanv
Kaante ho jitne
Dagar me ruke na paanv
Na rukna chalte jana re
Ye zindagi hain
Sagar ka bahta sa pani
Halchal kabhi hain
Kabhi khamoshi lahro ki kahani

Preet kabhi tute na
Meet akbhi ruthe na
Raste kathin ho jitne
Aas kabhi chhute na
Preet kabhi tute na
Meet akbhi ruthe na
Raste kathin ho jitne
Aas kabhi chhute na
Aas kabhi chhute na
Ye zindagi hain kabhi khara
Kabhi mitha paani
Samjhe jo isko
Jeene me hogi asani
Dhup hain gam ki
Kabhi hain ye khushiyo ki chhanw
Kaante ho jitne
Dagar me ruke na panw
Na rukna chalte jana re
Ye zindagi hain
Sagar ka bahta sa pani
Halchal kabhi hain
Kabhi khamoshi lahro ki kahani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *