Ye Tumhare Raste Me Phul Kyu Khilati Nahi
Ye Tumhare Har Kadam Pe Nain Kyu Bichhati Nahi
Kya Pata Nahi Is Bahar Ko Tum Kaun Ho
Tum Mera Pyar Ho My Love
Pain Ji Wang Go
Har Kali Ko Chahiye Ke Sar Jhukaye Ae Sanam
Har Kisi Ko Chahiye Ke Bad Ke Chum Le Kadam
Ye Ada Ye Nazar Kisi Ko Bhi Mili Nahi
Haye Ye Ada Ye Nazar Kisi Ko Bhi Mili Nahi
Kya Pata Nahi Is Bahar Ko Tum Kaun Ho
Tum Mera Pyar Ho My Love
Pain Ji Wang Go
Ye Nazare Hai Jaha Wahi Pe Bas Ruke Rahe
Jab Talak Gujar Na Jao Tum Sabhi Jhuke Rahe
Ye Ada Ye Nazar Kisi Ko Bhi Mili Nahi
Haye Ye Ada Ye Nazar Kisi Ko Bhi Mili Nahi
Kya Pata Nahi Is Bahar Ko Tum Kaun Ho
Tum Mera Pyar Ho My Love
Pain Ji Wang Go
Ye Tumhare Raste Me Phul Kyu Khilati Nahi
Ye Tumhare Har Kadam Pe Nain Kyu Bichhati Nahi
Kya Pata Nahi Is Bahar Ko Tum Kaun Ho
Tum Mera Pyar Ho My Love
Pain Ji Wang Go My Love
Pain Ji Wang Go My Love
Painji Wang Go
Ye Tumhare Raste Me Phool Kyu Khilati Nahi Song Lyrics from the movie/album My Love released in the year 2018 starring Shashi Kapoor, Sharmila Tagore. The song Ye Tumhare Raste Me Phool Kyu Khilati Nahi was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Sukhdev. The music was given by Daan Singh. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts