Ye suhana sama ye umange jawa ye bahare
Mere arman tujhko pukare
Mere arman tujhko pukare
Mere arman tujhko pukare
Gungunane lagi hai jawani
Gungunane lagi hai jawani
Kahati phirti hai aankhe kahani
Kahati phirti hai aankhe kahani
Raat aankhon mein kab tak gujare
Mere arman tujhko pukare
Ye suhana sama ye umange jawa ye bahare
Mere arman tujhko pukare
Mere arman tujhko pukare
Aate hai jab hawao ke jhoke
Teri aahat samjh ke ye chouke
Teri aahat samjh ke ye chouke
Raah nishdin ye naina nihare
Mere arman tujhko pukare
Ye suhana sama ye umange jawa ye bahare
Mere arman tujhko pukare
Mere arman tujhko pukare
Naam lun to umriya ghate hai
Hai vahi jo papiha rate hai
Meri pati patha de tu jaldi
Hath ki lay hu lag jaye haldi
Lun khushi se main teri balaiya
Ghar pe aa jaye jo mora saiyan
Ghar pe aa jaye jo mora saiyan

