Ye Rail Hamari Ghar Ki Song Lyrics from the movie/album Station Master released in the year 2018 starring Jagdish Sethi, Prem Adib. The song Ye Rail Hamari Ghar Ki was sung by Rajkumari, Prem Adeeb. This movie/album was directed by C M Luhar. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Pyarelal Santoshi

Ye Rail Hamari Ghar Ki Lyrics

Ye Rail Humare Ghar Ki
Ye Rail Humare Ghar Ki
Dekho Bhage Tej Hawa Se
Bambai Waale Bade Musafir
Nikle Kalkatta Se
Bambai Waale Bade Musafir
Nikle Kalkatta Se

Ye Rail Humare Ghar Ki
Ye Rail Humare Ghar Ki
Dekho Bhage Tej Hawa Se
Bambai Waale Bade Musafir
Nikle Kalkatta Se
Delhi Waale Bade Musafir
Nikle Kalkatta Se
Lahore Waale Bade Musafir
Nikle Kalkatta Se
Lucknow Waale Bade Musafir
Nikle Kalkatta Se
Ye Rail Humare Ghar Ki
Ye Rail Humare Ghar Ki

Ye Rail Humare Ghar Ki
Ye Rail Humare Ghar Ki
Dekho Bhage Tej Hawa Se
Bambai Waale Bade Musafir
Nikle Kalkatta Se
Bambai Waale Bade Musafir
Nikle Kalkatta Se

Guard Babu
Guard Babu Jhandi Na Dikhana
Guard Babu
Guard Babu Jhandi Na Dikhana
Jhandi Na Dikhana Ho Siti Na Bajana
Plateform Pe Rah Gayi Gathariya Mori
Plateform Pe Rah Gayi Gathariya
Teri Gathari Me Aisa Kya Hai Khajana
Teri Gathari Me Aisa Kya Hai Khajana
Deri Se Gaadi Karun Jo Rawana
Deri Se Gaadi Karun Jo Rawana
Gathari Me Rah Gayi Mori Mathe Ki Bindiya
Gathari Me Rah Gayi Mori Mathe Ki Bindiya
Mathe Ki Bindiya Ho Kajre Ki Dibiya
Mathe Ki Bindiya Ho Kajre Ki Dibiya
Babul Ki Di Hui Chunariya
Ha More Babul Ki Di Hui Chunariya
Ha Plateform Pe Rah Gayi Gathariya Mori
Plateform Pe Rah Gayi Gathariya

Lo Engine Ne De Di Kuki
Ha Engine Ne De Di Kuki
Ab Gaadi Se Utri To Chuki
Ab Gaadi Se Utri To Chuki
Fir Lega Na Koi Sanwariya
Mori Plateform Pe Rah Gayi Gathariya
Guard Babu
Guard Babu Jhandi To Dikhaao
Guard Babu
Guard Babu Jhandi To Dikhaao
Jhandi To Dikhaao O Siti To Bajao
Biti Jaayen Na Yun Hi Umariya
Mori Plateform Pe Rah Gayi Gathariya

Ye Rail Humare Ghar Ki
Ye Rail Humare Ghar Ki
Dekho Chhuk Chhuk
Chhuk Chhuk
Chhuk Chhuk
Bambai Waale Bade Musafir
Chhuk Chhuk
Chhuk Chhuk
Chhuk Chhuk
Bambai Waale Bade Musafir
Chhuk Chhuk
Chhuk Chhuk
Chhuk Chhuk

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Meena kumari, Meena kumari songs, Naushad songs, Naushad, Kokhon baje barota lyrics, Aye mere khuda lyrics in hindi, Bhagat ke bas mei hai bhagwan | ???? ???? ??? ??? ???? ??? ???? ?????, Tumhe dillagi lyrics, Naushad ali hit songs, Dard bhare song, Lyrics, Rava idli batter recipe, Dard bhare gane, Tumse bichhadke dil humara rota hai, Haji tasleem aarif, #dheeyan #musicempire #harbhajanmann, What animals are lions afraid of?, Latest krishan bhajan, Sharmila tagore songs