Ye Paisa Bolta Hai Song Lyrics from the movie/album Kala Bazar released in the year 2018 starring Anil Kapoor, Jackie Shroff. The song Ye Paisa Bolta Hai was sung by Nitin Mukesh. This movie/album was directed by Rakesh Roshan. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Payam Sayeedi

Ye Paisa Bolta Hai Lyrics

Than Than Ki Suno Jhankar
Ye Duniya Hai Kala Bazaar
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Mai Gol Hu Duniya Gol
Mai Gol Hu Duniya Gol
Jo Bolu Khol Du Sab Ki Pol
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai

Rang Gora Ho Ya Kala Ho
Jag Uska Jo Paise Wala Ho
Ghapale Se Mile Ya Rishwat Se
Banta Hai Mukaddar Daulat Se
Saccha Hai Yahan Kangal
To Beimaan Hai Malamal
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai

Bhagwan Ke Ghar Bhi Khot Chale
Puja Ke Liye Bhi Note Chale
Jo Chahe Karwalo Dhan Se
Har Kam Bane Donation Se
Milta Hai Us Hi Ko Vote
Dikhaye Jo Voter Ko Note
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai

Paiso Pe Agar Mai Marta Hu
Batlao Bura Kya Karta Hun
Jab Bajati Hai Shahnai Dhan Ki
Tab Uthti Hai Doli Dulhan Ki
Mai Gangu Teli Ko Du Raj
Mai Gangu Teli Ko Du Raj
Gadho Ke Sir Pe Rakh Du Taj
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Than Than Ki Suno Jhankar
Ye Duniya Hai Kala Bazaar
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai
Ye Paisa Bolta Hai

Share your thoughts

Paisa bolta hai, Nitin mukesh songs, Rajesh roshan, Rajesh roshan best songs, Nitin mukesh, Jaisi karni waisi bharni song lyrics, Paisa bolta hai lyrics hindi, Paisa bolta hai kala bazar, Paisa bolta hai with lyrics, Paisa bolta hai kala bazaar, Paisa bolta hai song, Neil nitin mukesh, Rajesh khanna, Jaisi karni waisi bharni, Jaisi karni waisi bharni title songs, Kala bazar songs, Ye paisa bolta hai karaoke, Ye paisa bolta hai ringtone, Ye paisa bolta hai jhankar song