Ye Na Thi Hamari Kismat Ke Visaal-E-Yaar Hota Lyrics | Main Nashe Mein Hoon | Usha Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ye Na Thi Hamari Kismat Ke Visaal-E-Yaar Hota Lyrics | Main Nashe Mein Hoon | Usha Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
Agar aur jite rahte
Agar aur jite rahte
Yahi intazar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat

Tere bade pe jiye ham to ye jan chhut jana
Tere bade pe jiye ham to ye jan chhut jana
Is khushi se mar na jate
Is khushi se mar na jate agar etabar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat

Ye kaha ki dosti hai ke bane hai dost nase
Ye kaha ki dosti hai ke bane hai dost nase
Koi chara saz hota
Koi chara saz hota
Koi gam gusar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
Ye na thi hamari kismat haye
Ye na thi hamari kismat

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *