Ye Mujhe Kya Hua Lyrics | Waah Tera Kya Kehna | Alka Yagnik, Udit Narayan | Jatin Lalit

Ye Mujhe Kya Hua Lyrics | Waah Tera Kya Kehna | Alka Yagnik, Udit Narayan | Jatin Lalit

Din mahina sanam saal aisa na tha
Mera pahle kabhi haal aisa na tha
Aisi khumari na thi ye bekarari na thi dil dhadkata na tha
Ye mujhe kya hua ye mujhe kya hua
Ha mujhe kya hua ye mujhe kya hua kya hua
Kya hua
Din mahina sanam saal aisa na tha
Mera pahle kabhi haal aisa na tha

Badi bekarari thi kal sham se mera jiya tadpe tere naam se
Badi bekarari thi kal sham se mera jiya tadpe tere naam se
Teri tanhai ka ahsas hai
Mere bhi labo me teri pyas hai
Yado me mele na the khwabo ke rele na the
Dil machalta na tha
Ye mujhe kya hua ye mujhe kya hua
Ha mujhe kya hua ye mujhe kya hua kya hua
Kya hua

Tune mujhe chaha tera sukriya maine bhi mera dil tujhe de diya
Tune mujhe chaha tera sukriya maine bhi mera dil tujhe de diya
Teri inhi bato pe marne lagi
Tere liye mai aahe bharne lagi
Aise najare na the
Aise ishare na thi
Mai bhi aisi na thi
Ye mujhe kya hua ye mujhe kya hua
Ha mujhe kya hua ye mujhe kya hua kya hua
Kya hua
Din mahina sanam saal aisa na tha
Mera pahle kabhi haal aisa na tha
Aisi khumari na thi ye bekarari na thi dil dhadkata na tha
Ye mujhe kya hua ye mujhe kya hua
Ha mujhe kya hua ye mujhe kya hua

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *