He Meri Mohabbat Jo Gunehgaar Nahi Hain
Jo Teri Raja Ho
Ye Mera Sar Ye Jabi Hain
He Meri Mohabbat Jo Gunehgaar Nahi Hain
Jo Teri Raja Ho
Ye Mera Sar Ye Jabi Hain
Varna Main Sada Deti Hu
Insaf Ko Tere
Data Tere Ghar Der Hain
Andher Nahi Hain
Data Tere Ghar Der Hain
Andher Nahi Hain
Hoti Hain Teri Fark Pe Bedad Jaha Par
Hoti Hain Teri Fark Pe Bedad Jaha Par
Aur Rukti Mujrim Ki Fariyaa Jaha Par
Sunti Hu Khudaya Tere
Rahmat Bhi Wahi Hain
Sunti Hu Khudaya Tere
Rahmat Bhi Wahi Hain
Data Tere Ghar Der Hain
Andher Nahi
Be Julmo Khata
Qaid Me Diwana Hain Mera
Be Julmo Khata
Qaid Me Diwana Hain Mera
Maine Use Chaha Yahi Apsana Hain Mera
Alla Mere Tujhse To
Chhupa Kuchh Bhi Nahi Hain
Alla Mere Tujhse To
Chhupa Kuchh Bhi Nahi Hain
Data Tere Ghar Der Hain
Andher Nahi
He Meri Mohabbat Jo Gunehgaar Nahi Hain
Jo Teri Raja Ho
Ye Mera Sar Ye Jami Hain
Varna Main Sada Deti Hu
Insaf Ko Tere
Data Tere Ghar Der Hain
Andher Nahi Hain
Data Tere Ghar Der Hain
Andher Nahi Hain
Ye Meri Mohobbat Jo Gunehgar Song Lyrics from the movie/album Nadir Shah released in the year 2018 starring Feroz Khan, Naaz. The song Ye Meri Mohobbat Jo Gunehgar was sung by Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by S N Tripathi. The music was given by S N Tripathi. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts