Ye Mausam Bhiga-bhiga Hai, Hawa Bhi Jyada-jyada Hai Lyrics | Dharti | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Ye mausam bhiga bhiga hai hawa bhi jyada jyada hai
Kyu na machlega dil mera tumko pane ka irada hai

Ye mausam bhiga bhiga hai

Izazat ho to mere sarkar ke pahlu me aa jau
Izazat ho to mere dildar ke dil me shama jau
Ye mausam bhiga bhiga hai hawa bhi jyada jyada hai
Kyu na machlega dil mera tumko pane ka irada hai
Ye mausam bhiga bhiga hai hawa bhi jyada jyada hai
Kyu na machlega dil mera tumko pane ka irada hai
Ye mausam bhiga bhiga hai

Sharam ko chhod do mere jana gale se tum bhi mil jao
Ye parda tod do meri jana meri sanso me ghul jao
Ye mausam bhiga bhiga hai hawa bhi jyada jyada hai
Kyu na machlega dil mera tumko pane ka irada hai
Ye mausam bhiga bhiga hai hawa bhi jyada jyada hai
Kyu na machlega dil mera tumko pane ka irada hai
Ye mausam bhiga bhiga hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *