Ye Kya Hua, Kaise Hua, Kab Hua, Kyu Hua, Jab Hua, Tab Hua Lyrics | Amar Prem | Kishore Kumar | R D Burman

Ye Kya Hua, Kaise Hua, Kab Hua, Kyu Hua, Jab Hua, Tab Hua Lyrics | Amar Prem | Kishore Kumar | R D Burman

Ye kya hua
Kaise hua
Kab hua
Ab kya sunaye
Ye kya hua
Kaise hua
Kab hua
Kyu hua
Jab hua
Tab hua
O chhod o
Ye na socho
Hooo ye kya hua
Kaise hua
Kab hua
Kyu hua
Jab hua
Tab hua
O chhod o
Ye na socho
Hooo ye kya hua

Ham kyu shikva kare jhutha
Kya hua jo dil tuta
Ham kyu shikva kare jhutha
Kya hua jo dil tuta
Shishe ka khilona tha
Kuchh na kuchh to hona tha
Hua
Ye kya hua
Kaise hua
Kab hua
Kyu hua
Jab hua
Tab hua
O chhod o
Ye na socho
Hooo ye kya hua
Samjhe na

Hamne jo
Dekha tha suna tha
Kya bataye vo kya tha
Hamne jo
Dekha tha suna tha
Kya bataye vo kya tha
Sapna salona tha
Khatam to hona tha
Hua
Ye kya hua
Kaise hua
Kab hua
Kyu hua
Jab hua
Tab hua
O chhod o
Ye na socho
Hooo ye kya hua

Ae dil
Chal pikar jhume
Inhi galiyo me ghume
Ae dil
Chal pikar jhume
Inhi galiyo me ghume
Yaha tujhe khona tha
Badnam hona tha
Hua
Ye kya hua
Kaise hua
Kab hua
Kyu hua
Jab hua
Tab hua
O chhod o
Ye na socho
Hooo ye kya hua

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *