Ye Kis Ki Sada Hai Song Lyrics from the movie/album Main Aur Mera Saya released in the year 2018. The song Ye Kis Ki Sada Hai was sung by Bhupen Hazarika. The music was given by Bhupen Hazarika. The lyrics were Penned by Gulzar

Ye Kis Ki Sada Hai Lyrics

Ye Kiski Sada Hai
Ye Kiski Sada Hai
Gunj Rahi Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai
Waadi Ki Sima Pe
Pahad Ke Paar Se
Dard Aaj Gehra Hai
Ye Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai
Gunj Rahi Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai

Kaano Me Gunjti Hai
Jaane Kaun Hai
Ghere Andhere Me Koi Bhi Nahi
Aankhon Se Sunta Hun
Dekhta Bhi Hun
Shayad Andhera Hai
Gunj Raha Hun
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai
Gunj Rahi Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai

Naani Ki Kahaani Me
Roti Maharaani
Birahaa Ki Maari
Koi Roti Bichaari
Bhukha Hai Koi
Pyasa Hai Shayad
Jaana Sa Fasana Hai
Gunj Raha Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai
Gunj Rahi Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai

Naani Maharaani
Aur Birhaa Ki Bahen
Saare Ke Saare
Khamosh Ho Gaye
Dard Ko Maut Ki
Nind Aa Gayi
Maut Ka Sannata Hai
Gunj Raha Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai
Gunj Rahi Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai

Dhuaan Dhuaan Kohre Waali
Chaadar Jalake
Parbto Ke Suraj
Pe Khema Lagaya
Waadiyon Me Roshni Ka Lawa Bahake
Andhere Ki Nind Se
Logo Ko Jagaya
Aate Etihaash Ki Jaap Suni Hai
Aate Etihaash Ki Jaap Suni Hai
Bhor Ka Hain Shor Ye
Gunj Raha Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai
Waadi Ki Sima Pe
Pahad Ke Paar Se
Dard Aaj Gehra Hai
Ye Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai
Gunj Rahi Hai
Kiski Sada Hai
Kiski Sada Hai

Share your thoughts

Dr. bhupen hazarika, Bhupen hazarika, Bhupen hazarika romantic songs, Manush manusher jonno lyrics and music by bhupen hazarika, Bhupen hazarika sad songs, Bhupen hazarika hits, Bhupen hazarika songs, Bhupen hazarika hit songs, Bhupen hazarika happy songs, Manush manusher jonno bhupen hazarika, Bhupen hazarika manush manusher jonno, Manush manusher jonno ami ek jajabar and bhupen hazarika, Ami ek jajabar and bhupen hazarika manush manusher jonno, Khesari lal yadav, Hazarika