Ye Khilwato Me Mai Mar Na Jaau Song Lyrics from the movie/album Ek Arzoo (Album) released in the year 2018. The song Ye Khilwato Me Mai Mar Na Jaau was sung by Bhupinder Singh, Mitali Singh. The music was given by Ravi Pawar. The lyrics were Penned by Harsh Bhrambhatt

Ye Khilwato Me Mai Mar Na Jaau Lyrics

Ye Khilwaton Mein Main Mar Na Jaau
Ye Khilwaton Mein Main Mar Na Jaau
Samandaro Mein Utarna Chahu
Ye Khilwaton Mein Main Mar Na Jaau
Samandaro Mein Utarna Chahu

Sitam Ujalo Ka Badh Raha Hain
Main Apne Saaye Se Darr Na Jaau
Sitam Ujalo Ka Badh Raha Hain
Main Apne Saaye Se Darr Na Jaau
Main Apne Saaye Se Darr Na Jaau
Main Apne Saaye Se Darr Na Jaau
Ye Khilwaton Mein Main Mar Na Jaau
Samandaro Mein Utarna Chahu

Uthaya Daste Junune Khanjar
Main Apni Jaan Se Guzar Na Jaau
Uthaya Daste Junune Khanjar
Main Apni Jaan Se Guzar Na Jaau
Sharaabkhane Gaya Hain Wayis
Main Ghar Mein Reh Lu Udhar Na Jaau
Ye Khilwaton Mein Main Mar Na Jaau
Samandaro Mein Utarna Chahu

Wo Bewafa Ki Gali To Kya Hain
Kabhi Main Uske Sheher Na Jaau
Wo Bewafa Ki Gali To Kya Hain
Kabhi Main Uske Sheher Na Jaau
Wo Charagar Mein Bimaar-e-ulfat
Ilaaz Hote Hi Mar Na Jaau
Ye Khilwaton Mein Main Mar Na Jaau
Samandaro Mein Utarna Chahu

Main Ek Muddat Se Jutta Hu
Main Pal Jhapakte Bikhar Na Jaau
Main Ek Muddat Se Jutta Hu
Main Pal Jhapakte Bikhar Na Jaau
Tu Apni Aankho Ko Band Kar De
Main Aansu Bankar Ubhar Na Jaau
Ye Khilwaton Mein Main Mar Na Jaau
Samandaro Mein Utarna Chahu
Samandaro Mein Utarna Chahu
Samandaro Mein Utarna Chahu

Share your thoughts

Bhupinder singh, Mitali singh, Ye khilwaton mein mar na jaoon, Indain ghazals, Mitalee, Indian songs, Ghazal, Top rated, Sad ghazals, Old ghazals, New ghazals, Top 10, Sad songs, Old songs, Rose4waqas1, New, Old