(Ye kash dekhu mai aaj ki raat – 2
Chand aur piya dono ek sath) – (2)
Ye kash dekhu mai aaj ki raat
Sajan ki lambi umar ke liye – 2
Sato janam maine apne diye
Manga yahi jod ke apne hath – 2
Chand aur piya dono ek sath
Ye kash dekhu mai aaj ki raat – 2
Dono ke ek sath darsan karu – 2
Pooja ke ye phul arpan karu
Taro ki aise nikle barat – 2
Chand aur piya dono ek sath
Ye kash dekhu mai aaj ki raat – 2
Chand aur piya dono ek sath
Ye kash dekhu mai aaj ki raat – 2
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe – 4
