Ye Kaisa Maine Madhur Si Song Lyrics from the movie/album Rakhwala released in the year 2015 starring Dharmendra, Leena Chandavarkar. The song Ye Kaisa Maine Madhur Si was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Adurthi Subba Rao. The music was given by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ye Kaisa Maine Madhur Si Lyrics

Ye Kaisi Maine Ye Kaisi
Maine Madhur Madhur Si
Ajab Ajab Si Aaj Suni Saragam
Aane Wala Yaha Koi Mehman Hai
Aane Wala Yaha Koi Mehman Hai
Jise Jaane Na Tum Hum
Ye Kaisi Maine Ye Kaisi
Maine Madhur Madhur Si
Ajab Ajab Si Aaj Suni Saragam

Hogi Surat Tere Jaise
Ya To Hogi Mere Jaisi
Hoga Munna Ya Ke Munniya
Hogi Aabad Apani To Duniya
Teri Aankho Ka Noor
Mere Dil Ka Suroor
Teri Aankho Ka Noor
Mere Dil Ka Suroor
Aane Wala Hai Hujoor
Ye Kaisi Maine Madhur Madhur Si
Ajab Ajab Si Aaj Suni Saragam

Jin Hontho Se Se Aaj Talak
Tha In Hontho Ka Pyar
Un Hontho Se Tum
Chumogi Usko Baram Bar
Pyar Mein Uske Bhool
Na Jana O Dekho Mujhako
Bhool Na Jana
Bhool Na Jana Meri Jaan
Ye Kaisi Maine Madhur Madhur Si
Ajab Ajab Si Aaj Suni Saragam

Haye Baat Fate Ki Kehna
Chahu Kehte Kehte Kehna Pau
Aayega Palna Sej Hategi
Kaise Apani Raat Kategi
Honge Dono Majboor
Paass Rehke Bhi Door
Honge Dono Majboor
Paass Rehke Bhi Door
Aisa Hoga Ji Hoga Jaroor
Ye Kaisi Maine Madhur Madhur Si
Ajab Ajab Si Aaj Suni Saragam
Aane Wala Yaha Koi Mehman Hai
Aane Wala Yaha Koi Mehman Hai
Jise Jaane Na Tum Hum
Jise Jaane Na Tum Hum.

Share your thoughts

Bollywood hindi gaane, Hindi gaane, Filmy gaane, Hindi romantic songs, Old romantic songs hindi, Old hindi songs, Hindi song, Biswajeet, Naami chor, Hindi songs, Classic songs, Romantic songs, Hindi melody songs, Superhit hindi song, Kishor kumar ke song, Kehtey hai mujuko raja, Hindi hit song, Kishore kumar, Hindi love songs, Kishore kumar song, Record company – emi group of companies manufactured by – the gramophone company of india ltd, Compilation, Bollywood songs