Ye kaisa anyay data
Ye kaisa anyay
(Mere banta kam bigad kar
Bigde kam banaye) – (2)
Beda par lagaye data – 2
Ye kaisa anyay data
Ye kaisa anyay
(Dukh jhele jis sukh ke karan
Wo sukh bhi chhin jaye – (2)
(Jaise apne diye ki jyoti
Dujhe ke ghar jaye data – (2)
Ye kaisa anyay data
Ye kaisa anyay
(Mai bhi yuhi zama rahunga
Kaisa tufan aaye
Ghat ka patthar hil nahi sakta
Lakh thapede khaye) – (2)
(Kabhi to dukh ko sukh kar dega
Anyayi ka nyay) – (2)
(Andha to tabhi patiya ye
Jab do aankhe paye) – (2)
Data