Ye Kaali Kaali Ratiyaan Vahamo Se Lambi
Gunaaho Se Kaali
Na Sote Kate Na Rote Kate Hai
Ye Kaali Kaali Ratiyaan
Diya Rang Phulo Ko Kaliyo Ko Hansna
Aur In Dono Aankho Ko Nit Ka Barsana
Diya Rang Phulo Ko Kaliyo Ko Hansna
Aur In Dono Aankho Ko Nit Ka Barsana
Bhawaron Ko Ghate Hume Gam Ki Raate
Naseebe Jaha Me Kuch Aise Bate Hai
Na Sote Kate Na Rote Kate Hai
Ye Kaali Kaali Ratiyaan
Gaye Ho Khyalo Se Jaago To Jaanu
Dua Ban Ke Lab Pe Na Aao To Jaanu
Gaye Ho Khyalo Se Jaago To Jaanu
Dua Ban Ke Lab Pe Na Aao To Jaanu
Arey Bewafa Puche In Aansuo Se
Abhi Yaad Karke Tumhe Hum Hate Hai
Na Sote Kate Na Rote Kate Hai
Ye Kaali Kaali Ratiyaan
Ye Kaali Kaali Ratiyaan Rahamo Se Lambi
Gunaaho Se Kaali
Na Sote Kate Na Rote Kate Hai
Ye Kaali Kaali Ratiyaan
Ye Kaali Kaali Ratiya Song Lyrics from the movie/album Rasiya released in the year 2018. The song Ye Kaali Kaali Ratiya was sung by Asha Bhosle. The music was given by Bulo C Rani. The lyrics were Penned by D N Madhok
Share your thoughts