Ye Jo Pal Lyrics  | Ru Ba Ru | Randeep Hooda, Shahana Goswami | Akshay Verma | Sameeruddin, Satyadev Barman

Ye Jo Pal Lyrics | Ru Ba Ru | Randeep Hooda, Shahana Goswami | Akshay Verma | Sameeruddin, Satyadev Barman

Suraj ki kirano mein rehata hoon
Paagal pawan jaisa jita hoon
Pahaado ki baahon mein behata hoon
Baarish ki bundo se kehata hoon
Yeh jo pal, yeh pal hai suhaana
Jindagi jine ka yeh chhota sa bahaana
Aaj hai, rahe na rahe yeh kal o u o o o pal

Andheri sadako pe sapana sa
Dhundu main dil ya apna sa
Woh halaki si aahat khinche mujhe na jaane kahaan
Paas aake taara gira, saahil pe main hoon khada
Anjaani raahon pe main hoon chala, main hoon chala
Yeh jo pal, yeh pal hai suhaana
Jindagi jine ka yeh chhota sa bahaana
Aaj hai, rahe na rahe yeh kal o u o o o pal
Yeh jo pal

Suraj ki kirano mein rehata hoon
Paagal pawan jaisa jita hoon
Pahaado ki baahon mein behata hoon
Baarish ki bundo se kehata hoon
Yeh jo pal, yeh pal hai suhaana
Jindagi jine ka yeh chhota sa bahaana
Aaj hai, rahe na rahe yeh kal o u o o o pal
Yeh jo pal.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *