Ye Jag Matlab Ka Hai Dera Lyrics | Rupa | Manna Dey | Govind Ram

Ye Jag Matlab Ka Hai Dera Lyrics | Rupa | Manna Dey | Govind Ram

Ye jag matlab ka hai dera
Ye jag matlab ka hai dera
Kya kehta mera mera
Kya kehta mera mera
Ye jag matlab ka hai dera

Sangh sanghaati sukh ke saathi
Jhuthi mamta maaya
Sangh sanghaati sukh ke saathi
Jhuthi mamta maaya
Chaar dino ki hai ye duniya
Murakh kyu bharmaya
Chaar dino ki hai ye duniya
Murakh kyu bharmaya
Baandh kamariya
Baandh kamariya bhor bhayi ab
Dur tera hai basera
Panchhi dur tera hai basera
Ye jag matlab ka hai dera
Ye jag matlab ka hai dera

Pinjare me ek tota aaya
Pinjare me ek tota aaya
Usne dera waha jamaya
Usne dera waha jamaya
Pinjare me ek tota aaya
Pinjare me ek tota aaya
Tej hawa ka jhonka aaya
Jisne pinjra tod giraya
Tej hawa ka jhonka aaya
Jisne pinjra tod giraya
Ye jag matlab ka hai dera
Ye jag matlab ka hai dera

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *