Ye Husn
Ye Ada
Ye Najakat To Dekhiye
Aji Tuti Hai Hum Pe Jo Wo
Haye Tuti Hai Hum Pe Jo
Wo Kayamat To Dekhiye
Tuti Hai Hum Pe Jo
Wo Kayamat To Dekhiye
Tuti Hai Hum Pe Jo
Wo Kayamat To Dekhiye
Tuti Hai Hum Pe Jo
Wo Kayamat To Dekhiye
Ye Shokh
Ye Junun
Ye Dahshat To Dekhiye
Aashiq Bane Hai Haye
Aashiq Bane Hai
Aapki Surat To Dekhiye
Aashiq Bane Hai
Aapki Surat To Dekhiye
O Aashiq Bane Hai
Aapki Surat To Dekhiye
Aashiq Bane Hai
Aapki Surat To Dekhiye
Zulfo Me Badaliya Hai
Nigaho Me Bijaliya
Baato Me Shokhiya Hai
Adao Me Mastiya
Inki Nazar Ke Waar Se
Bachna Muhal Hai
Is Husne Nau Bahar Se
Bachna Muhal Hai
Jab Chahe Ye Dilo Ke
Khazane Ko Lut Le
Ek Hum Hi Kya Hai
Sare Zamane Ko Lut Le
Zamane Ko Lut Le
Ye Husn
Ye Ada
Ye Najakat To Dekhiye
Haye Najakat To Dekhiye
Hoye Najakat To Dekhiye
Tuti Hai Hum Pe Jo
Wo Kayamat To Dekhiye
Tuti Hai Hum Pe Jo
Wo Kayamat To Dekhiye
Ye Husn Ye Ada Song Lyrics from the movie/album Lal Nishan released in the year 2018. The song Ye Husn Ye Ada was sung by Sudha Malhotra, Mohammed Rafi. The music was given by Nirmal Kumar. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi
Share your thoughts