Ye hawa ye fiza ye sama
Aaj hai kis kadar hasi jahaa
Sham hai jaam hai sathi hai
Yu mile dil ki so dastan
Jhum jhum jaam chum ke
Aa dil ki mehfil me aa
Husn ki ye mahrbaniya fir kaha
Ishq ki rangeen kahaniya fir kaha
Fir kaha ye sama ye sama fir kaha
Aa dil ki mehfil me aa
Jhum jhum jaam chum ke
Aa dil ki mehfil me aa
Jhum jhum jaam chum ke
Aa dil ki mehfil me aa
Ye nigah ye dil ki mastiya ye ada
Tej hai aaj dhadkano ki sada
Ye sada sun jara sun jara ye sada
Aa dil ki mehfil me aa
Jhum jhum jaam chum ke
Aa dil ki mehfil me aa

