Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Gaa Raha Song Lyrics from the movie/album Maan Apmaan released in the year 2018 starring Sanjeev Kumar, Kanan Kaushal. The song Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Gaa Raha was sung by Mohammed Rafi, Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by N V Deshpande. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Bharat Vyas

Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Gaa Raha Lyrics

Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Ga Raha
Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Ga Raha
Mere Soye Prano Ko Mithe Mithe Sur Se Jaga Raha
Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Ga Raha
Ye Geet Kaun Mere Soye Prano Ko
Mithe Mithe Sur Se Jaga Raha Ye Geet Kaun

Rat Ki Bela Mai Tha Akela Chupke Se Ye Kaun Aaya
Rat Ki Bela Mai Tha Akela Chupke Se Ye Kaun Aaya
Dur Kabhi Kya Rah Sakti Hai Kaya Se Apni Chaya
Palko Me Jo Basti Hai Koi Use Kyu Bula Raha
Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Ga Raha Ye Geet Kaun

Bhiga Hai Mausam Milte Hai Hum Tum Bhigi Hawaye Gati Hai
Bhiga Hai Mausam Milte Hai Hum Tum Bhigi Hawaye Gati Hai
Pedo Se Lipti Kamal Lataye Dekh Hame Sharam Aati Hai
Jane Kaisi Khusbu Udi Jo Dil Pe Nasha Sa Cha Raha
Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Ga Raha Ye Geet Kaun

Deep Me Jyoti Seep Me Moti Tera Mera Mel
Deep Me Jyoti Seep Me Moti Tera Mera Mel
Sagar Me Sarita Lahro Me Kavita Pyar Ka Pawan Khel Yahi
Bharke Apni Baho Me Mujhe Koi Jhoola Jhula Raha
Ye Geet Kaun Mere Man Madhuban Me Ga Raha
Mere Soye Prano Ko Mithe Mithe Sur Se Jaga Raha
Ye Geet Kaun Ye Geet Kaun

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Anuradha paudwal for laxmikant pyarelal, Anuradha paudwal songs, Anuradha paudwal & mohammed rafi duets, Sawan ka mahina pawan kare shor with lyrics, Anuradha paudwal duets, Laxmikant pyarelal songs, Laxmikant - pyarelal songs, Anuradha paudwal 1970s hits, Mohammed rafi songs, Sawan ka mahina pawan kare shor, Anuradha, Parbat ke us paar mohammed rafi & lata mangeshkar, Main tulsi tere aangan ki karaoke with lyrics, Mohammad irfan, Lyrics, Main tulsi tere aangan ki lyrics