Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar
Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar
Har Chij Yaha Bhi Bikti Hai
Jab Jeb Me Ho Kaldar
Jab Jeb Me Ho Kaldar
Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar
Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar
Ye Phalo Ki Dukan Aao Maharban
Ye Phalo Ki Dukan Aao Aao Maharba
Aam Aur Amrud Yaha Hai
Narangi Anar Are Narangi Anar
Hoye Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar
Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar
Chatpat Chatpat Chane Masaledar
Chatpat Chatpat Chane Masaledar
Aao Chakho Ji Sarkar
Aao Chakho Ji Sarkar
Jo Khaye Ise Ek Bar Phir Kabhi Na Ho Bimar
Phir Kabhi Na Ho Bimar
Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar
Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar
Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar Song Lyrics from the movie/album Chham Chhama Chham released in the year 2018 starring Kishore Kumar, Rehana. The song Ye Duniya Hai Bazar Babu Duniya Hai Bazar was sung by Shamshad Begum, Kishore Kumar, Asha Bhosle. This movie/album was directed by P L Santoshi. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Pyarelal Santoshi
Share your thoughts