Ye Dhaga Hai Pyar Ka Lyrics | Phool Aur Kaliyan | Mahendra Kapoor | Shivram Krishna

Ye Dhaga Hai Pyar Ka Lyrics | Phool Aur Kaliyan | Mahendra Kapoor | Shivram Krishna

Ye dhaga hain pyar ka
Ye dhaga hain dular ka
Aa aa aa aa aa aa
Ye dhaga hain pyar ka
Ye dhaga hain dular ka
Is dhage se bandhi hui hain
Man mdhuban ki kaliya
Bandha dal se phul phul se bndhi hui hian kaliya
Ye dhaga hain pyar ka
Ye dhaga hain dular ka

Jaane kaha se aata hain
Ye dhaga pata nahi
Jaane ant kaha hoga
Iska bhi pata nahi
Kale dil ke jahar ko pita chalta hain
Tute dil ke ghav ko sita chalta hain
Aa aa aa sneh bhare sansaar ka
Ye dhaga hain pyar ka
Ye dhaga hain dular ka

Komal komal kaliya khil ke jhume rahe hain phul
Lo gulaal bankar udti hain is dharti ki dhul
Is dharti ki dhul
Bada madhur hain pyar ke dis dhage ka bndhan
Isme bndh kar nacha rahe hain chhote bade sbhi man
Aa aa aa aa phul kali ke haar ka
Ye dhaga hain pyar ka
Ye dhaga hain dular ka
Is dhage se bandhi hui hain
Man mdhuban ki kaliya
Bandha dal se phul phul se bndhi hui hian kaliya
Ye dhaga hain pyar ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *