Ye Chand Sa Roshan Chehra (Taarif Karu Kya Uski) Lyrics | Kashmir Ki Kali | Mohammed Rafi | O P Nayyar

Ye Chand Sa Roshan Chehra (Taarif Karu Kya Uski) Lyrics | Kashmir Ki Kali | Mohammed Rafi | O P Nayyar

Ye chand sa roshan chehra
Julfo ka rag sunhara
Ye jhil si neeli aankhe
Koi raaz hain inme gahra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehra
Julfo ka rag sunhara
Ye jhil si neeli aankhe
Koi raaz hain inme gahra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Ek chiz qayamat bhi hain
Logo se suna karte the
Tumhe dekh ke maine mana
Wo thik kaha karte the
Wo thik kaha karte the
Hain chaal me teri jalim
Kuch aisi bala ka jadu
Sau baar sambhala dil ko
Par hoke raha bekabu
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehra
Julfo ka rag sunhara
Ye jhil si neeli aankhe
Koi raaz hain inme gahra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Har subah kiran ki laali
Hain rang tere gaalo ka
Har sham ki chadar kaali
Saya hain tere baalo ka
Har subah kiran ki laali
Hain rang tere gaalo ka
Har sham ki chadar kaali
Saya hain tere baalo ka
Saya hain tere baalo ka
Tu balkhati ek nadiya
Har mauj teri angdai
Jo in maujo me duba
Usne hi duniya payi
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehra
Julfo ka rag sunhara
Ye jhil si neeli aankhe
Koi raaz hain inme gahra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Main khoj me hu manzil ke
Aur manzil paas hain mere
Mukhde se hata do aanchal
Ho jaye dur andhere
Ho jaye dur andhere
Mana ke ye jalwe tere
Kar denge mujhe diwana
Ji bhar ke jara main dekhu
Adaaz tera mastana
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya
Ye chand sa roshan chehra
Julfo ka rag sunhara
Ye jhil si neeli aankhe
Koi raaz hain inme gahra
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya
Taarif karu kya uski
Jisne tumhe banaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *