Ae Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai
Dil Apna Kisi Chahne Wale Ko Diya Hai
Ae Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai
Dil Apna Kisi Chahne Wale Ko Diya Hai
Kabhi Pyar Kiya Hai
Wo Jaam Jise Peeke Ye Dil Jhum Raha Hai
Ye Dil Jhum Raha Hai
Din Raat Khayalo Me Unhe Chum Raha Hai
Unhe Chum Raha Hai
Kya Tune Bhi Wo Jaam Mohabbat Ka Peeya Hai
Dil Apna Kisi Chahne Wale Ko Diya Hai
Ae Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai
Dil Apna Kisi Chahne Wale Ko Diya Hai
Kabhi Pyar Kiya Hai
Main Uski Diwani Hu Wo Hai Mera Diwana
Main Uski Kahani Hu Wo Hai Mera Fasana
Kya Ye Bhi Maja Tune Mohabbat Ka Liya Hai
Dil Apna Kisi Chahne Wale Ko Diya Hai
Ae Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai
Dil Apna Kisi Chahne Wale Ko Diya Hai
Kabhi Pyar Kiya Hai
Ae Chand Agar Unki Gali Tera Ho Jana
Agar Tera Ho Jana
To Jake Unhe Dil Ka Mere Haal Sunana
Mere Haal Sunana
Kahna Ke Mere Dil Ne Unhe Yaad Kiya Hai
Dil Apna Kisi Chahne Wale Ko Diya Hai
Ae Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai
Dil Apna Kisi Chahne Wale Ko Diya Hai
Kabhi Pyar Kiya Hai
Ye Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai Song Lyrics from the movie/album Yahudi Ki Ladki released in the year 2018 starring Pradeep Kumar, Madhubala. The song Ye Chand Bata Tune Kabhi Pyar Kiya Hai was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by S D Narang. The music was given by Hemant Kumar. The lyrics were Penned by S H Bihari
Share your thoughts