Ye Albeli Mastani Koi Naar Song Lyrics from the movie/album Pinjra released in the year 2018 starring Sandhya, Shreeram Lagoo. The song Ye Albeli Mastani Koi Naar was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by V Shantaram. The music was given by Ram Kadam. The lyrics were Penned by Bharat Vyas

Ye Albeli Mastani Koi Naar Lyrics

Aye Ghunghru Ki Jhankar Sunne Walo
Ab Tute Dil Ke Tar Ki Bhi Jhankar Suno
Mahfil Ki Muskano Me Jhumne Walo
Mere Aasuwan Se Bhigi Aaj Pukar Suno

Mere Dil Ki Jali Hai Aaj Holi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi
Mere Dil Ki Jali Hai Aaj Holi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi
Mere Dil Ki Jali Hai Aaj Holi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi

Ganga Jaisa Nirmal Nishchal Sukhi Ek Gaw Tha
Sukhi Ek Gaw Tha
Gaw Rank Dono Barabar Nahi Bhedbhaw Tha
Nahi Bhedbhaw Tha
Uske Gun Gaau Labo Se Dunia Doli
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi
Mere Dil Ki Jali Hai Aaj Holi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi

Aise Gaw Me Ek Bhola Bhala Kulwant Tha
Bhala Kulwant Tha
Sadachari Sewa Bhari Man Ka Sadhu Sant Tha
Sadhu Sant Tha
Uski Ek Menka Ne Papi Dust Kholi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi
Mere Dil Ki Jali Hai Aaj Holi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi

Nadi Par Us Nagan Ne Jaal Bichaya
Jaal Bichaya
Nach Gaan Se Logo Ko Diwana Banaya
Diwana Banaya
Fash Gayi Jaal Me Uske Janta Bholi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi
Mangne Jawab Gaya Wo Chali Naritiki Ne Chal
Chali Naritiki Ne Chal
Shringar Ki Andhi Me Fansa Panchi Behal
Fansa Panchi Behal
Kate Pankh Chalai Aisi Goli
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi
Mere Dil Ki Jali Hai Aaj Holi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi

Hui Bhang Uski Tapasya Kahi Ka Raha Na Wo
Kahi Ka Raha Na Wo
Abhakt Patan Ki Sima Thi
Hua Bhrasth Aisa Wo Hua Bhrasth Aisa Wo
Uski Kutto Ke Jaisi Halat Holi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi

Kaise Bolu Kaleja
Apne Hi Karmo Se Ye Durdasha Banai
Durdasha Banai
Apne Hi Hatho Apni Chita Hai Rachai
Chita Hai Rachai
Aaj Arthi Bani Hai Meri Doli
Aaj Arthi Bani Hai Meri Doli
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi
Kaisi Kismat Ne Ki Hai Thitholi

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
+ ram kadam bharat vyas pinjra, Mahendra, Lamba hai madam lamba teri jaan kasam le lamba, Pinjra, Badi sooni sooni hai zindagi song lyrics in english, Badi sooni sooni hai zindagi lyrics, Lyrics of badi sooni sooni hai zindagi, Manhar udhas pinjra he suno suno gunijan, Badi sooni sooni hai zindagi lyrics in hindi, Chadti jawani meri chaal mastani, Asrani, Main kunwari albeli, Mastaani, Karisma kapoor, Albele tange wale dance, Albele tange wale status