Ye Aankhe Hai Aaina Lyrics | Stunttman | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Ye Aankhe Hai Aaina Lyrics | Stunttman | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Ijhar karti hai diwanagi ka
Ijhar karti hai diwanagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Koi dil churaye na aise kisi ka
Koi dil churaye na aise kisi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka

Meri jaan ulfat ke sapne sajake
Jara dekh le mujhko palke uthake
Meri jaan ulfat ke sapne sajake
Jara dekh le mujhko palke uthake
Na jao meri bekarari badha ke
Ke aaya hai mousam sanam dosti ka
Ke aaya hai mousam sanam dosti ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka

Salame mohabbat subaho sham aaya
Nigaho se chahat ka paigam aaya
Salame mohabbat subaho sham aaya
Nigaho se chahat ka paigam aaya
Ishara dilo ke bade kaam aaya
Ikrar karti hai dil ki lagi ka
Ikrar karti hai dil ki lagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Ijhar karti hai diwanagi ka
Koi dil churaye na aise kisi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka
Ye aankhe hai aaina meri jindagi ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *