Yauwan chhalke yu tan se
Khushboo nikle kanchan se
Aake naa jana jeewan se
Aake naa jana jeewan se
Yauwan chhalke yu tan se
Khushboo nikle kanchan se
Tum meri takdeer ka taara
Tum meri takdeer ka taara
Amrit ras ki tum ho dhara
Amrit ras ki tum ho dhara
Phirse jinda kar sakti ho
Phirse jinda kar sakti ho chitvan se
Yauwan chhalke yu tan se
Khushboo nikle kanchan se
Sehra jaisa jeewan mera
Sehra jaisa jeewan mera
Pyar ka pyasa tan man mera
Pyar ka pyasa tan man mera
Aangan mera madhban kardo
Aangan mera madhban kardo darshan se
Yauwan chhalke yu tan se
Khushboo nikle kanchan se
Jeewan mera sang ko tarse
Jeewan mera sang ko tarse
Ang tumhare ang ko tarse
Ang tumhare ang ko tarse
Aajao toh baandh ke rakhlu
Aajao toh baandh ke rakhlu nainan se
Yauwan chhalke yu tan se
Khushboo nikle kanchan se
Aake naa jana jeewan se
Aake naa jana jeewan se
Aake naa jana jeewan se
Aake naa jana jeewan se
Aake naa jana jeewan se

