Yamma yamma yamma sau parwane ik shama – 2
Behka hai har dilwala har dilwala
Dekho machlana dekho machlana
Kehta hai har koi mujhse – 2
Jane tamanna jane tamanna
Yamma yamma yamma sau parwane ik shama – 2
Najare bacha ke mai
Kaise jau kaise jau
Roke jamana mai jhum jhum chal na pau – 2
Tadpe hai har diwana har diwana
Bhar bhar ke aahe – 2
Rukti hai aakar mujhpe
Aakar mujhpe
Sabki nigahe sabki nigahe
Yamma yamma yamma sau parwane ik shama – 2
Jisko bhi dekho dil hatho me hai hatho me hai
Aankho me masti to pyar pyar bato me hai
Chalka hai sabke dil me – 2
Chahat ka pyala chahat ka pyala
Har dil me kaise dolu kaise dolu
Banke ujala banke ujala
Yamma yamma yamma sau parwane ik shama – 2