Yahin Wafa Ka Sila Hain To Lyrics  | Aabshar-E-Ghazal | Hariharan, Asha Bhonsle | Asha Bhosle | Hariharan

Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin

Yeh dard tune diya hain toh koi baat nahin

Yahin wafa ka sila hain

Kise majaal kahe koyi mujhko deewaana
Kise majaal kahe koyi mujhko deewaana
Agar yeh tumne kaha hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain

Yahi bahut hain ki tum dekhte ho saahil se

Safina dub raha hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain

Jo aanewaala hain kal usako kisne dekha hain

Wo hamase aaj juda hain toh koyi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yeh dard tune diya hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *