Yahan Main Ghar Ghar Kheli (Title) Lyrics  | Yahaaan Main Ghar Ghar Kheli | Alok Nath, Smita Jaykar | Shreya Ghoshal

Yahan Main Ghar Ghar Kheli (Title) Lyrics | Yahaaan Main Ghar Ghar Kheli | Alok Nath, Smita Jaykar | Shreya Ghoshal

Aangan hai jaise babul ki bagiya
Bitiya hai jaise babul ki chidiya
Mere babul ki bagiya mein khel khilone
Gudde gudiya
Mauj manati
Hukam chali

Bhayia ki kabhi behan ki saathi
Maa thi meri saheli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan main ghar ghar kheli

Nazar lage na iss bagiya ko
Kajal ka lagaun main
Iss ghar ko aur maa babul ko
Mann me roz chupayun mein
Samajh na chaati
Samajh na paati

Kyun duniya ye nazar lagathi
Dekh ke ye swaran haveli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan ki har atkheli
Yahan main ghar ghar kheli.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *