Yaha Raat Kisi Ki Rote Kate
Ya Chain Se Sote-sote Kate
Yaha Raat Kisi Ki Rote Kate
Ya Chain Se Sote-sote Kate
Takdir Mein Kaisi Raat Meri
Takdir Mein Kaisi Raat Meri
Na Sote Kate Na Rote Kate
Yaha Raat Kisi Ki Rote Kate
Ya Chain Se Sote-sote Kate
Ulfat Mein Hai Mitna Rit Meri
Pinjre Mein Tadapti Prit Meri
Panghat Pe Pahuchkar Pyaasa Hun
Kya Haar Meri Kya Jeet Meri
Takdir Mein Kaisi Raat Meri
Na Sote Kate Na Rote Kate
Yaha Raat Kisi Ki Rote Kate
Ya Chain Se Sote-sote Kate
Dil Bhara-bhara Pyaase Hain Nayan
Hai Paas Magar Mushkil Hai Milan
Panchhi Hai Akela Suna Chaman
Aankhon Mein Nami Hai Dil Mein Jalan
Takdir Mein Kaisi Raat Meri
Na Sote Kate Na Rote Kate
Yaha Raat Kisi Ki Rote Kate
Ya Chain Se Sote-sote Kate
Yahaan Raat Kisi Ki Rote Kate Ya Chain Se Sote Song Lyrics from the movie/album Jai Bhawani released in the year 2018 starring Manhar Desai, Jayashree Gadkar. The song Yahaan Raat Kisi Ki Rote Kate Ya Chain Se Sote was sung by Mukesh. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by S Mohinder. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali
Share your thoughts