Yaha Jo Jhoot Bolega Song Lyrics from the movie/album Sara Jahan Hamara released in the year 2016 starring Premnath, Shyama. The song Yaha Jo Jhoot Bolega was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Prakash Chhabra. The music was given by Bipin Babul. The lyrics were Penned by Anjum Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Yaha Jo Jhoot Bolega Lyrics

Yaha Jo Jhuth Bolega
Wahi Noto Se Khelega
Ari Ari Sun Le Laila
Khulegi Ek Din Chori
Jo Phir Juto Se Khelega
Aayega Khub Maja
Sunle Majnu Ke Chacha
Sunle Majnu Ke Chacha
Yaha Jo Jhuth Bolega
Wahi Noto Se Khelega

Ye Ek Kagaj Ka Tukda Hai
Magar Isme Zamana Hai
Magar Isme Zamana Hai
Ye Jiske Paas Bhi Hoga
Wohi Sabse Sayana Hai
Wohi Sabse Sayana Hai
Kisi Ka Pyar Jitega
Kisi Ke Dil Ko Le Lega
Kisi Ke Dil Ko Le Lega
Ari Ari Sun Le Laila
Ho Ho Sun Le Laila
Yaha Jo Jhuth Bolega
Wahi Noto Se Khelega

Mohabbat Bhi O Deewane
Kabhi Noto Se Milti Hai
Ye Najuk Kali To
Aankho Hi Aankho Mein Khilti Hai
Aji Aankho Mein Khilti Hai
Jo Dega Dil Ke Badle Dil
Wohi Kaliyo Se Khelega
Wohi Kaliyo Se Khelega
Aayega Khub Maja
Sunle Majnu Ke Chacha
Sunle Majnu Ke Chacha
Khulegi Ek Din Chori
Jo Phir Juto Se Khelega

Karunga Ek Din Ghayal
Tujhe Apne Usulo Se
Tujhe Apne Usulo Se
Ye Khushbu Aa Nahi Sakti
Kabhi Kagaj Ke Phoolo Se
Kabhi Kagaj Ke Phoolo Se
Jo Kate Boyega Duniya Mein
Waho Kanto Se Khilega
Waho Kanto Se Khilega
Aayega Khub Maja
Sunle Majnu Ke Chacha
Sunle Majnu Ke Chacha.

Share your thoughts

Mohd.rafi sara jahan humara yahan jo jhoot bolega, Asha bhosle, Mohammed rafi sahab, Chura liya hai tumne asha bhosle & mohammed rafi, Asha bhosle songs, Lyrics of sajan re jhoot mat bolo, Sara jahan hamara, Sara jahan humara, Cham cham chamka sara jahan, Chorus sara jahan humara dil bechte hai jigar bechte hai, Mohammed rafi, Mohammed rafi songs, Bereham ye zameen & hai yeh zameen hamari mukesh banke lal sara jahan hamara, Yeh jo halka halka suroor hai rahat fateh ali khan