Yaaron Aisa Hai Song Lyrics from the movie/album Rangrezz released in the year 2015 starring Jackky Bhagnani, Priya Anand. The song Yaaron Aisa Hai was sung by Salim Merchant. This movie/album was directed by Priyadarshan. The music was given by Sundar C Babu. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Sony Music

Yaaron Aisa Hai Lyrics

Haan Kabhi Hum Na Haarenge
Kabhi Na Haarenge
Hum Sabhi Hum Ko Maarenge

Aankhon Mein Sapne Hain
Sapnon Mein Aashayein Hain..
Aashayein Kehti Hain
Kaanton Mein Gul Aaye Hain
Khil Ke Woh Muskaaye Hain
Yaaron Aisa Hai, Apna Yarana
Saath Mein Jeena Hai,
Saath Hai Mar Jaana
Har Mushkil Se Hai Humko Takrana!
Jo Socha Hai Woh, Hamko Hai Pana

O..aaye Andheron Ki Duniya Se
Hum Ujaalon Mein,
Humne Banaai Apni Jannat
Apne Khayaalon Se,
Ho..chaand Taaron Ko Kisi Din
Hum Yahaan Le Aayenge
Ho..dhundhli Dhundhli Raah Mein
Noor Ban Jaayenge
Yaaron Aisa Hai Apna Yarana
Saath Mein Jeena Hai,
Saath Hai Mar Jaana
Mar Jaana…..

Haan..hum To Aise Parinde Jo
Naa Rokenge Apni Udaano Ko
Hum To Aise Jhuka Denge
Dharti Pe Aasmaano Ko
Ab To Aage Hi Badhega
Har Kadam Apna
Ho..door Kitni Bhi Ho Manzil
Ab Naa Hai Thakna..aa..

Aankhon Mein Sapne Hain
Sapnon Mein Aashayein Hain..
Aashayein Kehti Hain
Kaanton Mein Gul Aaye Hain
Khil Ke Woh Muskaaye Hain
Yaaron Aisa Hai, Apna Yarana
Saath Mein Jeena Hai,
Saath Hai Mar Jaana
Har Mushkil Se Hai Humko Takrana!
Jo Socha Hai Woh, Hamko Hai Pana…

Yaaron Aisa Hai, Apna Yarana
Saath Mein Jeena Hai,
Saath Hai Mar Jaana
Har Mushkil Se Hai Humko Takrana
Jo Socha Hai Woh, Ab Woh Hai Pana…

Share your thoughts

Jackky bhagnani, Jackky bhagnani; priya anand, Rangrezz jackky bhagnani, Rangrezz (2013) lyrics, Priya anand, Rangrezz, Jackky bhagnani dance, Jackky bhagnani abs, Salim merchant, Jackky bhagnani faltu, Jackky bhagnani movies, Jackky bhagnani scenes, Jackky bhagnani hot, Jackky bhagnani fat, Jackky bhagnani films, Jackky bhagnani boom boom, Yaaron aisa hai, Rangrezz trailer review, Rangrezz movie review, Merchant, Rangrezz full movie, Vashu bhagnani