Yaar Badal Na Jaana Mausam Kee Tarah Song Lyrics from the movie/album Talaash: The Hunt Begins... released in the year 2015 starring Rakhee Gulzar, Akshay Kumar. The song Yaar Badal Na Jaana Mausam Kee Tarah was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. This movie/album was directed by Suneel Darshan. The music was given by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Venus

Yaar Badal Na Jaana Mausam Kee Tarah Lyrics

Armaano Ke Iss Gulshan Me
Tum Aaye Ho Saawan Ki Tarah
Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah
O Mere Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah
Tum Kya Jaano Mere Dil Me
Tum Rehati Ho Dhadkan Ki Tarah
Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah
O Mere Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah

Saagar Ke Sang Lehar Kiran
Suraj Ke Saath Me Chalati Hain
Shama Hamesha Parwaane
Ki Chaahat Me He Jalati Hai
O Phul Me Khushabu Rehati
Hain Aur Sip Me Moti Rehata Hain
Tera Mera Hoga Milan
Dharati Se Ambar Kehata Hai
Mere Hoto Pe Rehna Har Dam
Saajo Me Chhupi Sargam Ki Tarah
Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah
O Mere Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah

Milake Juda Abb Hone Se
Dil Kyon Darata Hain Khone Se
Milake Juda Abb Hone Se
Dil Kyon Darata Hain Khone Se
Mai Tere Saath Me
Abb Rahunga Sada
Maine Le Hai Kasam
Hain Mera Faisala
Aakhari Saas Tak
Ham Na Honge Juda
Yaar Badal Na Jaana
Mausam Ki Tarah
O Mere Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah

Tum Kya Jaano Mere Dil
Me Tum Rehati Ho
Dhadkan Ki Tarah
Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah
O Mere Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah
Sarkaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah
Dekho Yaar Badal Na
Jaana Mausam Ki Tarah.

Share your thoughts

Yaar badal na jaana mausam ki tarah, Yaar badal na jaana mausam ki tarah akshay kumar, Yaar badal na jaana mausam kee tarah, Yaar badal na jaana mausam ki tarah song, Yaar badal na jaana mausam ki tarah gana, O yaar badal na jaana mausam ki tarah, Yaar badal na jaana mausam ki tarah hd, Yaar badal na jaana mausam ki tarah remix, Yaar badal na jaana, Yaar badal na jaana mausam ki tarah lyrics in hindi, Yaar badal na jana mausam ki tarah, Yaar badal na jaana alka yagnik