Yaar Bachpan Ka Lyrics | Kuchh Dil Ne Kaha  (Album) | Hariharan | Anup Jalota

Yaar Bachpan Ka Lyrics | Kuchh Dil Ne Kaha (Album) | Hariharan | Anup Jalota

Yaar bachpan ka koi purana mile
Yaar bachpan ka koi purana mile
Kaash gujara huaa jamana mile
Yaar bachpan ka koi purana mile
Kaash gujara huaa jamana mile
Yaar bachpan ka koi purana mile

Varna dil ki dhadakane ka matlab kya
Varna dil ki dhadakane ka matlab kya
Dil mila hain to dil lagana mile
Dil mila hain to dil lagana mile
Kaash gujara huaa jamana mile
Yaar bachpan ka koi purana mile

Meri khamoshiyo ko sun to jara
Meri khamoshiyo ko sun to jara
Iname mumkin hai tera fasana mile
Iname mumkin hai tera fasana mile
Kaash gujara huaa jamana mile
Yaar bachpan ka koi purana mile

Jab bahana nahi bacha koi
Jab bahana nahi bacha koi
Fir naya kaise koi bahana mile
Fir naya kaise koi bahana mile
Kaash gujara huaa jamana mile
Yaar bachpan ka koi purana mile

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *